Sunday, July 14, 2013

A song from the movie "The Train"...all time favorite


Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lambhein humein jab bhi yaad aate hai


Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lambhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lambheinnnnn

Chand lambhaat ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi


Chand lambhaat ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi mere raatien kati

 Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko bhoola jate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lambhein humein jab bhi yaad aate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beete lambhein humein jab bhi yaad aate hai
Beete lambheinnnnn

Mere kandhein mein sar ko Jukana Tera
Mere sene mein khud ko chupana teraa


Mere kandhein mein sar ko Jukana Tera
Mere sene mein khud ko chupana teraa

Aake mere panaho mein shaam-o-seher
Kanch ki trah woh tut jana tera


Aaj bhi jab woh manzar nazar aate hai
Dil ki viraniyon ko mita jate hai

Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beet lambhein humein jab bhi yaad aate hai



Dard mein bhi yeh lab muskura jaate hai
Beet lambhein humein jab bhi yaad aate hai

Beete lambheinnnnn
Dard Mein .....Beete lambheinnnnn

1 comment: